๐ฎKISI MUSALMAN KI MADAD KARNE KA SAWAB
๐๐Bismillahhirrahmanirrahim๐๐
โุงููู ูุณูููู ู ุฃูุฎูู ุงููู ูุณูููู ูุ ูุงู ููุธูููู ููู ูููุงู ููุณูููู ูููุ ููู ููู ููุงูู ููู ุญูุงุฌูุฉู ุฃูุฎูููู ููุงูู ุงูููููู ููู ุญูุงุฌูุชูููุ ููู ููู ููุฑููุฌู ุนููู ู ูุณูููู ู ููุฑูุจูุฉู ููุฑููุฌู ุงูููููู ุนููููู ููุฑูุจูุฉู ู ููู ููุฑูุจูุงุชู ููููู ู ุงููููููุงู ูุฉูุ ููู ููู ุณูุชูุฑู ู ูุณูููู ูุง ุณูุชูุฑููู ุงูููููู ููููู ู ุงููููููุงู ูุฉู โ”โโ.โ
โAbdullah bin umar Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ek musalman dusrey musalman ka bhai hai ,isliye us par zulm na karey aur na zulm honey de. Jo shaksh apney bhai ki zarurat puri karey Allah taala uski zarurat puri karega. Jo shaksh kisi musalman ki ek museebat ko dur karey Allah taala uski Qayamat ki museebaton mein se ek badi museebat ko dur farmayega aur jo shaksh kisi musalman ke Aib ko chupaye Allah taala Qayamat mein uskey aib ko chupayega.
๐Sahih Bukhari,Vol.3, 2442